How To Create Notepad To Free Wi-Fi Is Simple Tricks Se
Wi-fi Hotspot bnaye computer mein Notepad ki help se
Hello doston aaj mein apko Notepad se free Wi-fi kaise bnaya jata hai. Uske bare mein btane ja raha hun. hmare ghar pe internet lgaa hua hai aur hame usse. Wi-fi hai aur usko apne aur kishi Device. For example Mobile, Laptop mein use karna chahte hai to ya ya to apke pass koi bhi Wi-fi wala Router hona jaruri hai.Aaj jo tricks mein apko mein apko btane wala hun . parantu is Tricks ki help se aap apne Computer ya Laptop ko Wi-fi Router mein Convert kar sakte hai. Internet Aaj hamari life ka kitna aham hissa ban gya hai. ye to sabko pta hi hoga. mobile ya computer mein to agar thodi der bhi internet na ho to aesa lagta hai, pta nhi koun see Duniya mein aa gya hai hum.. Matlap puri dunia se hi disconnection ho jate hai.
How to create notepad to free wi-fi
Hmare mobile mein ya fir kishi friends ke mobile mein internet chalana hai per hum ya fir dosto ke sath Lane Game khelna ho to hum Wi-fi ki help se connect kar sakte hai. uske liye bus hame apni cumputer ko Wi-Fi Hotpot mein change karna hoga, jo bhut he easy hai. LAN per game khelne ke liye bhi hotpot bnana padega. jisme bhut se laptop ek sath connectkarke game khel sakte hai.
File share karne ke liye (Wireless). ki help se hum fast file transfer bhi kar sakte hai. sabse bada benefit internet sharing hai, isse apne laptop se apni family member aur aas pass ke logon ko apna internet share kar sakte hai. laptop mein WiFi Hotpot bnane ki tricks hai usme kishi software ki jarur nhi hai, simple Notepad ki help se 2 .bat file bnani hai to chalo dekhte ki usse kaise bnate hai.
1- Sabse pahle Notepad open karo.
2- Fir niche diya gye code copy kare aur usse notepad mein paste karen.
Add caption |
3- usme apko Wifi hot spot name aur password dikhai de rahe hai vo aap apne hisab se change kar sakte hai.
4- Ab us notepad file ko Start.bat naam se save kar den.
5- Ab ek aur Notepad open karo.
6- niche diye code copy karo aur usse notepad mein paste kar do.
8- Ab Wi-Fi Hotspot on karne ke liye apne pahle jo notepad file bnai hai, Start.bat us per double click karo fir apka hotpot on ho jayega. aur ab usse band karne ke liye Stop.bat double click karo to band ho jayega.
Is trah se aap apne coputer ya mobile per Notepad ki help se free mein apna Hotspot bna sakte hai vo bhi bilkul free bus is simple see tricks se.
Post apko kaisi lagi Please Comment jarur karen. yadi apke Computer Internet aur Website, Blog se Related kishi bhi parkar ki problem ho to aap hame contact karen. hum apki free mein help karenge.
Post apko kaisi lagi Please Comment jarur karen. yadi apke Computer Internet aur Website, Blog se Related kishi bhi parkar ki problem ho to aap hame contact karen. hum apki free mein help karenge.
No comments