HOW TO EARN MONEY FROM NEWSDOG EASY STEPS (न्यूज़डॉग से पैसे कैसे कमाए पोस्ट पढ़कर)
Newsdog Se News Padhkar Paisa Kaise Kamaye
News dog earning app : internet par aise bahut se tarike hai jaha se Earning kar sakte hai or ab to paise kamana itana esay ho gaya hai ki apne android mobile phones se bhi paise kama sakte hai ab to Mobile app Referral program se bhi log achi Earning kar rahe hai.
Aaj main aise ONLINE EARNING Tricks batane ja raha hu.jisse aap apne mobile se ghar beithe paisa kama sakte hai. Ye trick aisi hai ki jisme aap ek simple news padhkar paisa kama sakte hai.Kon bhala nhi chahega ki news padhkar bhi paisa kamaye jaye wo bhi apne mobile phone se.
Aaj aise kai tricks hai online paisa kamane ka lekin iss tarike se aap knowledge gain karte karte paisa kama sakte hai. To aaiye jante hai.kya hai wo tricks jiss hm ghar beithe apne mobile phone se online paisa kama sakte hai.
Pichale kus time se market me News Dog name ka Application Aaya hai kus he time me bahut popular ho gaya hai or news dog Referral Program Se paise bhi kama sakte hai or ye ek news ka application hai ye aap ko news read karne ke paise deta hai, apne friends ko news dog apps Referral Program ke liye paise deta hai
Aap internet par search kar rahe hai ki news dog Referral Program se paise kaise kamaye to aap right post par hai aaj me aap ko news dog se paise kamane ke bare me sikhavunga jin me Referral Program hoga jo kisi friends ko refer karne par 10 rs Referral bounce milta Hai
Play store par bahut se apps hai jo hume Referral kar ke paise kamane ka moka deta hai but jub bari aati hai paise pay karne k toi koi na koi bahana bana kar humare paise hum se chin leta hai lakin news dog apps aisa nahi hai ye bilkul true apps hai or bahut se log aise hai jis ne news dog apps se ache paise kamaye hai or news dog se kamaye huve paise ko Paytm ke Jariye withdraw kar sakte hai
Friends mera yakeen kare ye ek moka hai news dog apps Referral Program se paise kamane ka aap jarur try kare ab topics par aate hai or dekhte hai news dog Referral Program kya hai or kaise paise kamate hai
News dog Apps Kya Hai ? Or News Dog Kaam Kaise Karta Hai ?Simple language me kahu to news dog ek Android Mobile apps hai news dog ko hongkong ki hacker interstellar inc. Company ne develop kiya hai news dog apps ek news apps bhi kahe sakte hai is apps ko apne mobile me install kar ke news ko read kar sakte hai
News dog ko bahut se features ke saath banaya gaya apps hai saath me Android Mobile phone me News dog apps install kar ke bhi paise kamane ka features hai or News dog apps me Referral marketing ideas use kiya hai jo aap ko news read ke sath news dog Referral Program se online earning karne me support karta hai
Friends jyada ghuma fira ke nahi simple bhasha me kahu to news dog mobile me news reading karne ka Android apps hai or saath me Referral Program jaise features bhi diye hai in ka use kar ke news dog apps se money earnings kar sakte hai
NewsDog App Se Kaise Kamaye PaiseSabse pahle aapko News dog App download karna hai. Fir isme aapko fb se sign in karna hai.( Sign in karte sath apke account me 50 rs jama ho jayenge) Lekin dhayan rahe ye application apko sirf yaha par click karke hi download karni hai tabhi apko 50 rs milenge.
Aapko daily news padhne honge
Aapko 7 din me har roj sike (सिक्के ) milenge.1 news read krne ka 25 sikke milte hai. Aapko daily 3 bar link share karne ka 45 sikke diye jaynge. Isme earning ka sabse acha tarika hai.
Refer karne ka,1 person ka refer ka hame 15 rs milta hai. Agar hum daily fb groups,fb friend , whatsapp par apne link se app download karwaye to daily minimum 50 log join karte hai to aapki income 50×15=750 rs kama sakte hai.
Agar aapke friend news dog par kuch news read karta hai to v aapko income hoti rahti hai.
Note - aapko ayah app daily open karna hai.taki jo 7 days ka plan hai wo end na ho.
7 days plan matlab 1 days ap login krte hai to apko 20 sikke fir 25 fir 50 sikke tak daily milte rahte hi.
Paisa Redeem Kaise KareJab apke account me 250 rs jama ho jaye to aap apne paytm account me transfer kar sakte hai.transfar hone me 5-7 din ka samay lagta hai.
No comments