Breaking News

Delete photo wapas kaise laye (How to delete file recovery)




How To Delete File Recover

Hello Friends Is post me mai aapko bataunga ki kaise aap apni delete files ko vapas (recover) kar sakte. ek software ki madad se. aap apni pendrive, memory card, hard drive etc ka data vapas kar sakte hai. vo bhi bahut aasaani se. to chaliye jaante hai.
Data Vapas (Recover) Kar K Liye Steps Follow Kare:-


1. sabse pehle aap yeh software download kare jiska name hai. EaseUS Data Recovery.

2. download karne karne k bad install kare fir open kare.

3. open karne k bad aapko select karna hai ki aap konsi tarah ki files recover karni hai. bo files select karke next kare.

4. ab aapko disk select karni hai ki kis disk ka data aap vapas laana chahte hai. apni pendrive, memory card disk drive jo bhi drive jiska aap data recover karna chahte hai vo select karke scan par click kare.





5. scan karne k bad aapki delete hui files vaha par show hone lagegi aapko jo files recover krni hai vo select krke recover par click kariye or uske bad jaha aapko files save karni hai do place select krke ok kr dijiye.




NOTE: agar aapki puri files vaha pr show nahi ho rahi to aap deep scan pr click krke scan kar sakte hai. scan hone k bad aapki files show hone lagegi scan hone 1-2 haur ka time lag skta hai

Congratulation aapki files recover ho chuki hai Post Achhi Lagi To Comment Karke Jarur Bataye Or Share Bhi Kare

No comments